Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa ,Ahmad Faraz Urdu Poetry,Faraz poetry,Faraz urdu poetry,Faraz Urdu poetry images
Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa,.,.,
aa phir e mjhy chor k jany k liye aa,.,.,
pehly se marasim na sahi phir b kabi to,.,.,
rasm-o-rahy dunya hi nibhany k liye aa,.,.,
kis kis ko bataen ge judai ka sabab hum,.,.,
tu mujh se khafa hai to zamany k liye aa,.,.,
ab tak dil-e-khush fehem ko tujh se hain umeeden,.,.,
ye aakhri shammen b bujhany k liye aa,.,.,
Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa ,Ahmad Faraz Urdu Poetry,Faraz poetry,Faraz urdu poetry,Faraz Urdu poetry images
Reviewed by Unknown
on
May 10, 2014
Rating: