Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya ,Ahmad Faraz Urdu Poetry,Faraz poetry,Faraz urdu poetry,Faraz Urdu poetry images
Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya..
,,+"
Pher Se Be-Sarfa Ujjarr Jane Ka Musam Aaya..
,,+"
Kanj-E-Gurbat Mein Kbi Gosha-E-Zindan Men Thay Hum..
,,+"
Jan-E-Jaan Jab Bhi Tere Aane Ka Musam Aaya.
,,+"
Ab Lahu Rone Ki Khawish Na Lahu Hone Ki..
,,+"
Dil-E-Zinda Tere Marjane Ka Musam Aaya..
,,+"
Kocha-E-Yaar Se Har Fasal Mein Guzre Hain Magr..
,,+"
Shayad Aab Jaan Se Guzar Jane Ka Musam Aaya..
,,+"
Koi Zanjeer Koi Harf-E-Khard Le Aaya..
,,+"
Fasal-E-Gul Aai K Divane Ka Musam Aaya..
,,+"
Seel-E-Khoon Shahr Ki Galiyon Mein Dar Aaya Hai "FARAZ",,
,,+"
Aur Too Khush Hai K Ghar Jane Ka Musam Aaya.
Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya ,Ahmad Faraz Urdu Poetry,Faraz poetry,Faraz urdu poetry,Faraz Urdu poetry images
Reviewed by Unknown
on
May 10, 2014
Rating: