Random posts

Recent Posts

3/recentposts

Ban ke rehte thy jo Mazi main Ujaalon ki tarah,Mohsin Naqvi Urdu poetry,Mohsin poetry,Mohsin urdu poetry,Mohsin Urdu poetry images


Ban ke rehte thy jo Mazi main Ujaalon ki tarah
Aj kitabon main hain woh log Hawalon ki tarah,

Shab e tarik main ye bikhry huwe taary dekho
Kisi ulfat main uljhy hain Khyalon ki tarah,

Maykush kiya hai teri ulfat ne mujh
Teri yaaden hain Sagar k Pyalon ki tarah,

Raah e ulfat main kaii Log toot kr bikhry
Dunya krti hai unhe pysh, Misalon ki tarah,

Jab se khayen hain Zakhm teri muhabat main 'Mohsin'
Nigahen mujh pe uthti hain Sawalon ki tarah.

Ban ke rehte thy jo Mazi main Ujaalon ki tarah,Mohsin Naqvi Urdu poetry,Mohsin poetry,Mohsin urdu poetry,Mohsin Urdu poetry images Ban ke rehte thy jo Mazi main Ujaalon ki tarah,Mohsin Naqvi Urdu poetry,Mohsin poetry,Mohsin urdu poetry,Mohsin Urdu poetry images Reviewed by Unknown on May 04, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.