Random posts

Recent Posts

3/recentposts

Surkh sharaboon jesi aankhein phool ki patti jaise hont,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry Images,Picture Poetry,


Surkh sharaboon jesi aankhein phool ki patti jaise hont. 
Gul ko dho de jesy shabnam us Larki ke waisy hont. 

Aankh uthaye tu tarpa de boly tu dehkaaye aag. 
Uff toba ye kesi aankhein uff toba ye kesy hont. 

Aksar dhoonda karty hain hum phir kar sheher ki sarkoon par. 
Mast katora c wo ankhen mast bnaany waly hont. 

Kitni pyari lagti hain wo aankhen mast ghazloon C. 
Sholy se bharkaty dil me uff wo aag ugalty hont. 

Uff wo jaaron ka mosam wo barfon jesi tezz hawa. 
Jany kya kya yad dilayen kanpty or thirakty hont. 

Ik zara bas chu leny se Aajiz jal kar khak huay. 
Akhir kab tak dekhte rehty us ke angaron se hont.
Surkh sharaboon jesi aankhein phool ki patti jaise hont,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry Images,Picture Poetry, Surkh sharaboon jesi aankhein phool ki patti jaise hont,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry  Images,Picture Poetry, Reviewed by Unknown on April 30, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.