Na woh farishta ho na farishtey jaisa ho,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
Na woh farishta ho na farishtey jaisa ho,
Mujhe talash hai uski jo mere jaisa ho,
Jo khawab dene ko qaadir ho meri aankhon ko,
Meri mohabbat ko pehchan sake woh aisa ho,
Meri khaatir marne ka hosla bhi rakhta ho,
Koi bhi ho, Kahi bhi ho, Bas aisa ho,
Agar kabhi rooth jaoon mein uss se tu,
Muskra ke manaye, woh aisa ho,
Jo baat kare tu woh nibha bhi sake,
Iraadon mein woh apne, chattanon jaisa ho..
Na woh farishta ho na farishtey jaisa ho,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
Reviewed by Unknown
on
April 30, 2014
Rating: