KaL Raat Ko Main Ne Aik Khuwaab Dekha,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
KaL Raat Ko Main Ne Aik Khuwaab Dekha,
Khuwaab Main Aik Chehra Maine Be-NaQaab Dekha,
Dekhta Hi Reh Gaya Tha Main Unhain,
Hussan Hi Kuch Aisa La-Jawaab Dekha,
Noor Hi Noor Tha Saraapa Un Ka,
Kitnaa Be-MisaaL Shabaab Dekha,
Dekha Surukh Laboo'n Ko Jub Muskuraaty Howe Un K,
To GuLshan Main Sharminda GuLaab Dekha,
Bedaar Howe Neend Se To Ye Jaana Sanam,
Kitna Haseen Tha Jo Main Ne Khuwaab Dekha,
Hasrat Hain Unhain Phir Dekhne Ki SAHiL,
Apni Bhi To Kuch Niyyat Kharaab Dekha,
KaL Raat Ko Main Ne Aik Khuwaab Dekha,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
Reviewed by Unknown
on
April 30, 2014
Rating: