Random posts

Recent Posts

3/recentposts

Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se ,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry Images,Picture Poetry,



Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se,
Aksar Bujha Liya Hai Charaghon Ko Shaam Se,

Roshan Hai Apni Bazm Aur Isse Ehtemaam Se,
Kuch Dil Bhi Jal Rahe Hai Chiragho'n Ke Naam Se,

Muddat Hui Hai Khoon-E-Tamanna Kiye Magar,
Ab Tak Tapak Raha Hai Lahoo Dil ke JaaM Se,

Subh-E-Bahar Humko Bulati Rahi Magar,
HuM Khelte Rahe Kisi Damakti Shaam Se,

Har Saans Par Hai Maut Ka Pehra Laga Hua,
Ahista Aye Hayat ! Guzar Is MuqaaM Se,

Kati Tamaam umr Faraib-E-Bahaar Mein,
Kante Samait-te Rahe Phoolon Ke Naam Se,

Ye Aur Baat Hai Ke HuM Na Sun Sake,
Awaz Usne Di Hai Hamein Har MuqaaM Se...!!

Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se ,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry Images,Picture Poetry, Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se ,Urdu Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Urdu Heart Touching Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry,Sad Urdu Ghazal Poetry   Images,Picture Poetry, Reviewed by Unknown on April 30, 2014 Rating: 5
Powered by Blogger.