Chehra koi bhi Aankh mein thehra na phir kabhi,Mohsin Naqvi Urdu poetry,Mohsin poetry,Mohsin urdu poetry,Mohsin Urdu poetry images
Chehra koi bhi Aankh mein thehra na phir kabhi...
Dil ne kisi bhi shakhs ko chaha na phir kabhi..
Rootha zara si baat pe uth kr chala gaya..
Aisa gaya ke laut ke Aaya na phir kabhi..
Kuch youn mila Tapaak se bus ishq ho gaya..
Woh ajnabi tha kon tha' socha na phir kabhi..
Us ne Batoor tohfa diya tha Libas-e-hijr..
Pehna jo aik baar' utaara na phir kabhi...
(Mohsin)
!.. Guzr chuka tha had-e-aitdaal se
!.. Guzr chuka tha had-e-aitdaal se
Jaaney kahan gaya' usay dekha na phir kabhi.
Chehra koi bhi Aankh mein thehra na phir kabhi,Mohsin Naqvi Urdu poetry,Mohsin poetry,Mohsin urdu poetry,Mohsin Urdu poetry images
Reviewed by Unknown
on
April 28, 2014
Rating: