Barish-e-sang-e- malamat main sharaboor rahe,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
Barish-e-sang-e- malamat main sharaboor rahe...
Harf aaye naa tujh par , tujh say door rahey...
Aatish e qalb bhujaney se kahan bhujti hai..
Dil main khawabedaa agar yaad k shurur rahey..
Dard barh jaye to khud aap marham hotaa hai...
Suna jo hum nay to phir hum bhi zakhm choor rahey..
Hansatey rahtey hain sar e bazm, hay aadat apni..
Hum to woh hain k dukh uthaa kay bhi masroor rahey..
Barh gayi had say sharafat to kuchlay jao gay..
Yaad har pal tumhain dunya ka ye dastoor rahey..
Ghazal main haal jo hum apna bayaan kar baithey...
Es dil k hathon bohat majboor rahey.................__!!
Barish-e-sang-e- malamat main sharaboor rahe,Urdu Ghazal Poetry,Urdu Love Ghazal Poetry,Urdu New Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry,Love Urdu Ghazal Poetry Images, Picture Poetry,
Reviewed by Unknown
on
April 30, 2014
Rating: