Thahar jao ke hairani to jaye,
tumhari shakl pahachani to jaye,
shab-e-gam tu hi mahaman ban ke aaja,
hamare ghar ke virani to jaye,
zara khul kar bhi ro lene do hum ko,
ke dil ke aag tak pani ho jaye,
bala se tod dalo aainon ko,
kisi surat ye hairani to jaye.
tumhari shakl pahachani to jaye,
shab-e-gam tu hi mahaman ban ke aaja,
hamare ghar ke virani to jaye,
zara khul kar bhi ro lene do hum ko,
ke dil ke aag tak pani ho jaye,
bala se tod dalo aainon ko,
kisi surat ye hairani to jaye.
Thahar jao ke hairani to jaye….
Reviewed by Anonymous
on
December 12, 2013
Rating: