Iqbal teri qaum ka Iqbal kho gya
Maazi to sunehra hy magar haal kho gya
Woh Rob-o-dabdaba woh jalaal kho gya
Woh Husn Be-misaal woh jamal kho gya
Doobay hyn jawabon main par sawal kho gya
Iqbal tairi qaum ka Iqbal kho gya
Urtay jo fizaon main thay shaheen na rahay
Ba zoq na rahy Zaheen na rahay
Pakeeza ghar na rahay
Ba-deen na rahay
Woh Laal-o-gulzar woh mahjabeen na rhay
Momin ka woh andaz-e-bakamal kho gya
haaye!
Iqbal teri qaum ka Iqbal kho gya!
Maazi to sunehra hy magar haal kho gya
Woh Rob-o-dabdaba woh jalaal kho gya
Woh Husn Be-misaal woh jamal kho gya
Doobay hyn jawabon main par sawal kho gya
Iqbal tairi qaum ka Iqbal kho gya
Urtay jo fizaon main thay shaheen na rahay
Ba zoq na rahy Zaheen na rahay
Pakeeza ghar na rahay
Ba-deen na rahay
Woh Laal-o-gulzar woh mahjabeen na rhay
Momin ka woh andaz-e-bakamal kho gya
haaye!
Iqbal teri qaum ka Iqbal kho gya!
Iqbal Teri Qaum ka Iqbal Kho Gya…
Reviewed by Unknown
on
December 12, 2013
Rating: